Sunday, May 2, 2010

ek nazm by dr. baseer badra

Sar sey paa tak woh Ghulaboon ka shajar lagta hay
Bawazoo ho k bi chooney sey dar lagta hay

Main tery sath sitaroon sey guzar sakta hun
Kitnaa aasaan Muhabat ka safar lagta hay

Mujh mein rehta hay woh dushmaan jaani mera
Khud sey tanhaai mein miltey huwey bi daar lagta hay

Buuth bi rakhey hain Namazain bi aada hotin hain
Dil mera Dil nehi ALLAH ka ghar lagta hay

Zindgi tu ney mujhy Qabar sey kam di hay zameen
Paoo phailaun toh diwar ko sar lagta hay

1 comment:

  1. Hi Nikhil,
    Good Collection.
    Must appreciate your love towards poetry.
    One more thing, This is not 'Nazm', Its a Ghazal.
    Enjoyed a lot reading your Blog.
    Regards,
    Vipul Srivastava.
    vipul.srivastava82@gmail.com

    ReplyDelete